Tu kya kya hai...
Me bhul hu un logo ki...
Jo kbhi bhul nhi krte...
Ek sitara chin liya mene falak se...
Uske bad chand akela nhi nikala...
Agr jimmedariya pehchan hai jawani ki...
To bachpan kyuu bartan gisne me bekar hai...
Mene ye ulji duniya dekhi hai...
To kyu ye nusk nikalne me masruf hai...
Mohhabat agr khata hai...
To aashiq diwane kyu hai...
Agr mashhur hona sbki khawaish hai...
To yaha badnaam har koi kyu hai...
Mere bad woh kisi aur ka ho jaye...
To isme hairat kya hai...
Uski baaho me koi aur soya ho...
Aur ham kisi aur k ho jaye to isme gairat kya hai...
Tu agr mere rah ka rasta tha...
To mere mout ka thikana bhi tu hai...
Agr wafa krna meri aadat hai...
To bewafai uski fitrat hai...
Me kya gila kru iss bat ka...
Ki falah koi aur meri jagah pr hai...
Tu khudka nhi jani...
To kisi aur kaa kya khaak hai...
Besharmindagi, gaddari, bewafai kya kya hai...
Tu aisa hai... Tu kaisa hai... Tu kya kya hai...
Poojakullal.wordpress.com
Comments
Post a Comment