Baki hai...

Mere sapno ki ek baarat baki hai... 
Mujhe kisi k sath hona baki hai... 
Raato ke kuch sapne baki hai... 
Mujhe jagna baki hai... 
Khawabo ki yaade baki hai... 
Mujhe mohhabbat hona baki hai... 
Subeh shaam ek khawab aaya krta hai... 
Mujhe sonaa baki hai... 
Kuch bate aadhuri hai... 
Mere kuch rishtedar baki hai... 
Mere khilaf bate band hai...
Mujhe mashhur hona baki hai... 
Murzaye huye patte pade hai yaha... 
Mujhe gulab hona baki hai... 
Teri mohhabat ka vakt tha... 
Meri mohhabat ka dour aana baki hai... 
Duniya bhar ke fulo ke bagiche yaha hai... 
Fir bhi mujhe kate banna baki hai... 
Aarmaano ki talash me khoye hai kuch log... 
Abhi hamara vakt badlana baki hai... 
Tu kya bat krta hai wafa ki... 
Mujhe abhi bewafa hona baki hai... 
Tujh jaise hajar hai iss duniya me... 
Mujhe mujh jaisa honaa baki hai... 

Comments

Popular posts from this blog

kbhi kbhi I m alone.. kbhi kbhi I m done..

Mohhabat...

jindagi..