Yaado pr kavita...
Ek shiddhath se yaad h mujhe...
Kya yaad h mujhe ek shiddhath se...
Me, woh, jindagi aur yaade..
Mohhabat, yaakien, wafaiya aur yaade..
Haa aaj kal chai ki chuchkiyo k sath yaade bhi hoti h...
Jindagi aur yaado ne bhut khubsurat mel rachaya h...
Ham to yahi baithe rehte h...
Yaade to bachapan khel k aa jati h...
Me chlte chalte ruk gayi fir se...
Jaise bandhi patang tut gayi ho dhage se...
Pehli barish, pehla pyar, pehli yaad...
Jindagi ka khwab hi to hoti h...
Bereham garami k bad aake jo pyas bujaye woh barish bhi to rehman hi to hoti h...
Ulji jindagi me khushi lanewala pyar bhi to mehman hi to hota h...
Hajaro buri yaado me ek achi haafiza bhi to khubsurti hi hoti h...
Akhir jindagi bhi hamari zaeef hi to hoti h...
Isse ham ummid bhi kya rakhe jo hame chod jati h...
Hasin to mout hoti h...
Jo lakho kamiyon k bad bhi hame apnati h...
Kbhi mil lete h ham dono...
Jaise chand milta suraj se...
Mere ghar ka chirag aaj bhi jagta h...
Uske aane ki ummid me...
Mene apne jindagi me woh bhi thokre khayi h...
Jiski mi kasurvar bhi nhi thi...
Aaj fir se ek yaad aayi thi...
Kuch yaad dilane ke liye....
.........kuch yaad dilane k liye....
Comments
Post a Comment