Ham hai koun..?

Ham hai koun...? Samjh jaye to ham h koun..? Na samjhe to bhi ham h kaun..? Naam se h pehchan yaha.. Jo ho badnaam unka rutba bada.. Jis bhi aaiyne me dekhu to puche ham hai koun..? Khidki se bhr zaku to puche ham hai kaun..? Izzat,name,paisa,shan,showkat k piche bhagnewalose puche ham hai kaun..? Aamiro ki to juti bhi bik jati hai yaha.. Garibo k makan ki tarah.. Ham aaj bhi waise ho jayenge bs koi aaye pehle ki tarah.. Fir se ho jayegi jindagi wahi bs aake koi sirhane sehla de pehle ki tarah.. Hame bhut tajurba h janab jindagi ka ujde makan bhala kaha bana krte h pehle ki tarah.. Ab Bs akhri khwaish hai ki woh puche hamse ham hai kaun..? Samjh jaye to ham h koun..? Na samjhe to bhi ham h kaun..? 

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

kbhi kbhi I m alone.. kbhi kbhi I m done..

Mohhabat...

jindagi..